Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Test link

Sargam App Ko Headphone Se Kese Connected Kare – TechAugast

Sargam App Ko Headphone Se Kese Connected Kare – Hindi Mein
Sargam app

Dosto aaj ke is post me batane wale Hain Sargam App ke Bare mein. Is post ham Batayenge ki Sargam app kya hai? Sargam app ko Download Kaise Kare? Sargam app Install kaise Kare? Sargam App mein Account Kaise banaye ? aur Sabse Badi Baat Jist Topic Par Main post Likha Hun ki Sargam App Ko Headphone Se Kese Connected Kare.

Namaskar Doston!
Mera Naam hai August aur aapko Hamra Blog TechAugust me swagat hai.
Dosto ye post un logon ke liye jyada helful hoga jinhe Music aur Gana Gane me jyada dilchaspi hai. Aaj is post me Sargam App ke bare mein Detail Se batane wala hun. To chaliye ab Sargam App Ko Headphone Se Kese Connected Kare post ki taraf badhte hain.

Ø Sargam App Kya Hai?
Dosto Sargam app ek music app hai. Sargam app Gana gane aur Sikhne ka Best Platform hai. Khushi ki baat ye hai  ki agar aapka Starmaker pe Id Hai to aap usi Id se open Kar sakte hain, Iss app me 50M+ User hain, Matlab aap inme se kisi bhi user ko search karke unke sath Duet Kar sakte hain. Live chala sakte hain, mtlab isme wo sare facility mil jata hai jo apko Starmaker app me mil jata hai.

Ø Sargam app ko Download Kaise Kare?
Sargam app Download karne ke liye aapko Playstore Mein Jakar Search box me Sargam app type karke search kare .
Apko is trah ka icon wala app dikhai dega aap ise Install karke open kare

Aap yaha se bhi Sargam app download kar sakte hai 

  • Sargam App mein Account Kaise banaye ?
Jab aap Sargam app ko open karoge to aapse Language Ke bare me Puchhega to aapko jo Language pasand hai uspar Click kar de...
Sargam app language page

Fir aap kuchh seconds baad main page par aa jayenge to aapko sabse niche aisa dikhega


Isme aapko Me option pe click karna hai, fir aapko aisa page dikhega. 

Isme aap apne suvidha ke anusaar kisi ek Facebook/Google par click kijiye. 
Note: 1. Agar aap facebook se login karna chahte hain to aapko Facebook ke Id aur Password se login kar Continue par click karna hoga. 

Note: 2. Gmail id aapke mobile me login ho to Google Se login karne ke liye Google par click kar ke Allow par click karna hoga. 


Ab aapka account ban kar ready hai. 

  • Sargam App Ko Headphone Se Kese Connected Kare

Sargam app me Headphone connect karne ke liye aapke pass Headphone Ho chahiye. 
agar aapke pas Headphone hai to Sargam App Ko Headphone Se Kese Connected Kare iske bare me ham aapko step by step batata hun. 

  • Step 1: Sabse pahle aap apne mobile me sargam app open kar le... 
  • Step 2: Koi Song select kar use song ko open kare. 
  • Step 3: ab apna headphone ka code ko mobile se connect kare. 
  • Step 4: Song ko play kare fir Pause kare aapko aisa dikhega


Step 5: 1 Par click kare 2 ko on kar de.

Ab aapka kaam ho gaya ab aap ga kar dekh sakte hai aur sangeet ka maza le sakte hai
Aapko ye post kaisa laga Coment kar ke zarur bataiyega. 

Post a Comment